Pages

Chalte chalte

Raah Me Chalte -Chalte Hum Yun Hi Sambhal Gaye
Nazare Hi Kuch Aise The Ki Hum Bas Thahar Gaye

Kaantoo Ki Aap Zara Juurrat To Dekhiye
Bin Puche Hi Aakr Mere Damam Se Lipat Gaye

Pyaar Kare Ki Ye Unki Adaa Hi Hogi
Do Pal Saath Rahe Aur Dard De Gaye

Chalte chalte shayari ho jaye
fool khushboo failane ke liye,
pyaar nibhane ke liye,
honth muskurane ke liye
ye lamha aako hamari yaad dilane ke liye

Yun Chalte Chalte Thodi Zindagi Se Toh Mil

Na Mile Manzil Kinaare Se Toh Mil

Dard Dil Ka Yun Roz Ubharta Hai
Na Mile Woh Dariye Se Toh Mil

Aasu Peene Ka Zikr Toh Woh Roz Karta Hai
Na Peeh Sake Usse Zaraa Maikhane Se Toh Mil

Hazaaro Jism Ka Hua Tha Sauda
Na Mile Chandni Mere Chand Se Toh Mil

Be Kasur Tha Phir Bhi Bewafaa Thehra Diya
Ab Kaha Wafaa Zaraa Bewafaai Se Toh Mil

Sharto Ki Duniya Se Thak Chuka Tha Main
Ab Kya Milti Zindagi Meri Kabr Se Toh Mi

No comments: