Pages

Bewafa

Hello,
gume firak jo usne diya saha na gaya,
bagair uske ek pal bhi raha na gaya.
kahege ye kahege wo hajaar thi baate ,
huaa jo saamna unka tho kuch kaha na gaya'
meri taraf se tune bhi fer li aankhe ,
par ek tak wo tuje mera dekhna na gaya|
teri jafa ka jawab jafa se kya dete ,
khayal dil se wafaka na ja saka na gaya,
tumhari baat ki tumne bhula diya mujko ,
tumhaare baare main per mera sochna na gaya|
sitam tho humne tumhare bahut sahe lekin,
karam ki baat jo pucho karam saha na gaya.
juke tho aise juke dosto kisi ki taraf,
ki nakse pa ki tarah humse phir utha na gaya.......




Pyar ka nasha chaya tak na tha ki nafrat ne aa gera|
wafa ki khusbu aai tak na thi ki bewafa ne aa mara||



Jai jinendra|

No comments: