Pages

Hindi shayari

kudha kisi ko kisi per fidaa na kare.
agar kare to qyamat tak juda na kare.

Unki zulfoon pe pyaar aaya
Paas ja kar dekha tu sardar paya

Duniya Se Jo Darre, Usse Kaayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Darre, Usse Shaayar Kehte Hain

jo sadiyaon se hota aaya hai
woh repeat kar doonga
tu naa mili to tujhko dil sey
Ctrl+Alt+delete kar doonga

tumhare samne hain itney item
kabhi hamein bhi pick karo
hamare pyar ke icon pe
kabhi to tum double click karo

shayad mere pyar ko taste
karna bhool gaye
dil sey aisa cut kiya
ke paste karna bhool gaye

roz subha hum karte hai
itne pyar se unhe good morning
woh humhe ghoor kar dekhte hain
jaise 0 error but 5 warning

Woh sadak ke is paar thi
hum sadak ke us paar they
kuch hum aage badhe, kuch voh aage badhi
hum kuch aur aage badhe, voh bhi kuch aur aage badhi
hum kuch aur aage badhe, voh bhi kuch aur aage badhi
ab hum sadak ke us paar they, aur voh sadak ke is paar thi.

beech raha main jo sath chod de woh asique hum nahi ...
dhokha b diya tu ne hum ko iska b koi gum nahi...
pigal jayen jo hum firse ab tumhare ansuon main woh dum nahi....

Jise dil diya woh dilli chali gayi
jise pyar kiya woh italy chali gayi
dil ne kahaa khud kushi kar le zalim
bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi

Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
Bewafa sanam se to cigarette achi hai,
Dil jalati hai, par hoto se to lagti hai

Ek Sher sunaata hoon bade dhyan se suno
Mujhe shair nahi aata kisi aur se suno.
Humne bhi pyar kiya tha zindgi main,badi joshh ke sath !
Humne bhi pyar kiya tha zindgi main,badi shhor ke sath !
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !

Itni raat gaye Kyon apni qhabar khod raha hai Galib
Itni raat gaye kyon apni qhabar khod raha hai Galib
La, phawda muze de de !!

Aur bhi bahut si cheezain lut chu-ki hai dil ke saath
Ye bataya doostoon ne ishq furmane ke baad
Is liye kamray ki ek ek cheez "ckeck" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad"

Surat surat kya karti ho
Surat main koi dum nahi
Agar tum khud ko samajhti ho Madhuri
Hum bhi Shahrukh say kum nahi

Khuda Kare Ki Tujhe Aisi Beemari Lage
Tu Budhape Mein Bhi Kuwari Lage
Darjan Ho Jayein Bacche Tere
Tu Phir Bhi Hum Ko Pyari Lage

Tanhaye woh bimari hai
Jiska doctors kay paas ilaaj nahi
Hum is bimari say bach saktay hain
Agar tumko shaadi say inkaar nahi

Tere baap ko shadi main nahi boolayengay
Budha phir say satthhiya gaya
To hum to jeetay jee mar jayengay

Chalo bhaag kay chaltay hain
Mahoorat ka time nikal jayega
Tere baap kay aanay say pehlay
Apna ticket kat jayega

Jhuka kay phool ki daali
Tum phool tor lena
Hum say dil laga kay phir
Apnay baap saalay ko chor dena

Yoon bun thhan ker na niklo
Tum ramzan ko chat per
Koi apna roza tor day ga
Tum hain chaand samajh ker

Baaharon nay kiya sajday
Phoolon nay ser jhookaya hai
Jitna manhoos dikhta hai baap tera
Tujh main utna hi noor daala hai

Moor ker na dekh mujhe
Yoon hanstay hanstay
Mere dost hain baray hoshiyaar
Keh dengay bhabhi namaste

Dhoti nay kaha pajamay say
Hum tum banay ek dhaagay say
Farq sirf itna hai hum main
Main khulti hoon pichay say
Tum khulti ho aaagay say

No comments: